ये थकी थकी सी ख़ुदी, ये तार तार लिबास,
इसे उतार तो लूँ.
रोज़ की गर्द-ओ-तपिश में डूबा हुआ ये बदन,
तर-ब-तर पसीने से भीगा हुआ पैराहन.
आफ़ताब डूब चला, अब कार-ए-रोज़गार तमाम,
शब-ए-विसाल का तवील इंतज़ार तमाम।
शाम ढलने लगी, खिलने लगी गुल-ए-शब की फ़स्ल,
धुला बदन, उजला पैराहन, हुई तक्मील तैय्यारी-ए-वस्ल.
और कुछ देर, इन्ही गुलों में सफ़बस्ता हो जाऊंगा,
पसमंज़र-ए- अफलाक़ से वाबस्ता हो जाऊंगा,
ज़रा ठहर, मेरे रफीक़, ज़रा ठहर....
ज़रा ठहर के गुज़श्ता लम्हात को पुकार तो लूँ,
आख़िरी दम अपने नग़्मात को संवार तो लूँ,
और अब वक्त कहाँ नग़्मा सराई का,
ये थकी थकी सी ख़ुदी, ये तार तार लिबास,
इसे उतार तो लूँ.
- हर्ष
January of 1993
Please don't waste your time here if you don't understand Urdu.,
no answer for this kind of berahmi. maana ki aap urdu ke bahut bade jaanakaar hain, magar isaka ye matalab nahi ki aap logon ki koovvat ko kam karke aanke. aapne apane darvaaze ye kahaka r band kar diyaa ki koii us taraf naa jhaanke, agar use ye pata naa ho. main hotii ho kahatii, urduu ki is bhoolii bhatki dunya mein aap sabak svagat hai. Think positive. bring popel along with you thru this beautiful zabaan.
ReplyDeletejab main Bombay aayaa tha to logon ko pyaar se bula kar urdu ke ru-ba-ru karataa tha. par bahut dinon baad ye ilm hua ki bhais ke aage been bajaane ka koi faayada nahin hai kyon ki urdu ek zabaan nahin hai, ek tehzeeb hai. aap chaahen to jaahilon ko aazmaa kar dekh len. - aadaab.
ReplyDeleteakad nahi chhodenge aap apni. janab, net ke zariye aap keval mumbai aur apane as-pas ke logo se hi ru-b-ru nahi, balki puri duniya se sihe sidhe guftgu kar rahe hote hhain. aap ki batein ham jaison ko chot pahuchati hain, jo urdu sikhna chahate hain aur is ke dvara iski tazib se bhi vaqif hobna chahate hain. visi aabne bhains ka zikr kiya hai to mujhe bhi yaad aayaa ki bhains ke aage biin bajaye, bhais rahi paguraay. aapki ho baat hai, magar zara doosare mijaaj se.
ReplyDeleteaapne ye nahin bataayaa ki nazm kaisi rahee?
ReplyDeleteबहुत ही अच्छी नज्म। ब्लॉग जगत में आपका स्वागत है
ReplyDelete